• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Sahifon Mein Likhi Hai Wo Qayamat Ho Jae

Jo Sahifon Mein Likhi Hai Wo Qayamat Ho Jae

rehana-roohi

jo sahifon men likhi hai vo qayamat ho jaae

gar mohabbat dil-e-insan se bhi rukhsat ho jaae

tu zaminon pe utar kar jo guzare ik din

asmanon ke khuda tujh ko bhi hairat ho jaae

kahin aisa na ho ki tanha yunhi rahte rahte

rafta rafta mujhe tanhai ki aadat ho jaae

kuchh bashar aise bhi hote hain ki jin se mil kar

devtaon ki tarah un se aqidat ho jaae

bad-dua us ne mujhe di hai ki ‘ruhi’ tujh ko

apne jaise kisi zalim se mohabbat ho jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

Aahat Jo Sunai di Hai Hijr Ki Shab Ki Hai

fatima-hasan

Aankhon Mein Na Zulfon Mein Na Rukhsar Mein dekhen

Ek Gardish-E-Mudam Bhi Taqdir Mein Rahi

mirza-raza-barq

Lakh Parde Se Rukh-E-Anwar Ayan Ho Jaega

abbas-tabish

Ye Hum Ko Kaun Si duniya Ki dhun Aawara Rakhti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet