• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Mushkil Raste Hain Un Ko Yun Hamwar Karna Hai

Jo Mushkil Raste Hain Un Ko Yun Hamwar Karna Hai

nusrat-mehdi

jo mushkil raste hain un ko yuun hamvar karna hai

hamen jazbon ki kashti se samundar paar karna hai

hamare hausle majruh karna chahte hain vo

hamen suraj ke rukh par saya-e-divar karna hai

jo thak kar so gae hain vo to khud hi jaag jaenge

abhi jaage hue logon ko bas bedar karna hai

utha lo haath men parcham mohabbat ke parastaron

chalo nafrat ki divaren abhi mismar karna hai

jahalat ke andheron se nimatne ke liye ‘nusrat’

charaghon ka hamen ik karvan tayyar karna hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chahte Hain Ghar Buton Ke Dil Mein Hum

Hafiz Shirazi

Ishq-e-Tu Nihaal-e-Hairat Aamad

jigar-moradabadi

Ab To Ye Bhi Nahin Raha Ehsas

Maulana Rumi

Gufta Ki Kist Bar dar Guftam Kamin Ghulamat

Wafa Karte Use Dekha Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet