• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Meri Aah Se Nikla Dhuan Hai Meri miTTi Ka

Jo Meri Aah Se Nikla Dhuan Hai Meri miTTi Ka

jo meri aah se nikla dhuan hai meri miTTi ka

mire andar nihan atish-fishan hai meri miTTi ka

diye hain taaq par raushan magar zau mere andar hai

jo kuchh kuchh tirgi hai vo saman hai meri miTTi ka

mire jalvon ki pamali na dekhi ja.egi mujh se

hunar kuchh is tarah se ra.egan hai meri miTTi ka

zarur us ki shabahat meri sochon se alag hogi

tasavvur men jo dekha hai guman hai meri miTTi ka

samundar aur dariya hain purane ashna mere

barasta hai jo paani mehrban hai meri miTTi ka

mire ash.ar men afaq-o-anfus ki kahani hai

mira har lafz-e-shirin tarjuman hai meri miTTi ka

‘ovaisi’ qalb-o-jan karte rahe sher-o-adab ko ham

agarche ye bhi jins-e-ra.egan hai meri miTTi ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Nigah-E-Naz Mein Haya Bhi Hai

Man Ke Mandir Mein Hai Udasi Kyun

Wo Sach Ke Chehre Pe Aisa Naqab chhoD Gaya

Aaj Kei Raat Charaghon Ko Bujha Rahne De

Ab Ye Aankhen Kisi Taskin Se Tabinda Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet