• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Rubai / Jo Mar Gae Teri Chashm-E-Siyah Ke Mare

Jo Mar Gae Teri Chashm-E-Siyah Ke Mare

poet

jo mar gae tiri chashm-e-siyah ke maare

na hashr ko bhi uthenge nigah ke maare

misal-e-barg-e-khizan sarsar-e-firaq se aah

patakte phirte hain sar ham tabah ke maare

azizo dil na do yusuf ki kar ke chaah kabhi

ki ja ke chaah men girte hain chaah ke maare

ilahi hashr men avaz-e-sur sun kyunkar

uthunga aah main bar-e-gunah ke maare

hazar kar ah-e-dil-e-natavan se ai zalim

ki koh tal gae hain barg-e-kah ke maare

na samjhiyo ki falak par sitare hain raushan

hain rakhna-dar mire tir-e-ah ke maare

bisan-e-naqsh-e-qadam tere dar se ahl-e-vafa

uthate sar nahin hargiz tabah ke maare

ujad gae khirad-o-sabr-o-hosh-o-tab-o-tavan

usi ke naz-o-ada ki sipah ke maare

jahan-e-dil ai ‘jahandar’ ek din na basa

jafa-e-shah-e-taghaful-shiar ke maare

Filed Under: Rubai Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shabana-yousaf

Hai Koi dard Musalsal Rawan-dawan Mujh Mein

poet

KHwab-E-Rahat Mein Kho Gae Hain Log

poet

Hum Hi Karte Nahin Zulfon Ko Teri Haar Pasand

munshi-naubat-rai-nazar-lakhnavi

Unki Rukhsat Ek Qayamat Thi dam-E-Izhaar-E-Subh

akbar-allahabadi

Khushi Kya Ho Jo Meri Baat Wo But Man Jata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet