• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Hua Wo Zehn Mein Tha Nahin Jo Tha Zehn Mein Wo Hua Nahin

Jo Hua Wo Zehn Mein Tha Nahin Jo Tha Zehn Mein Wo Hua Nahin

jo hua vo zehn men tha nahin jo tha zehn men vo hua nahin

jo guman men na tha mil gaya jo tha haath men vo mila nahin

vo jo ham men tum men tha fasla ye kamal us ke sabab hua

vo suna gaya jo kaha nahin jo kaha gaya vo suna nahin

vahi kibr hai miri ḳhaak men vahi jahl hai miri zaat men

jo sharar hai vo bujha nahin jo charagh hai vo jala nahin

vahi thi hava vahi thi faza hamen bas paron ko tha kholna

tujhe ḳhauf tha tu uḌa nahin mujhe shauq tha main ruka nahin

sam-e-zat ho sam-e-kun-fakan sam-e-ghair ho sam-e-dostan

koi zahar mujh se bacha nahin koi zahar tum ne piya nahin

vo to ḳhatm kah ke guzar gaya main ḳhayal-e-hijr se mar gaya

vo gaya to pichhe muḌa nahin main kahin yahan se gaya nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abid-malik

Shahr Se Jab Bhi Koi Shahr Juda Hota Hai

poet

Wo Aur Honge Jo Wahm-O-Guman Ke Sath Chale

Yaad Uski Hai Kuchh Aisi Ki Bisarti Bhi Nahin

Har Talabgar Ko Mehnat Ka Sila Milta Hai

Darwaza Koi Ghar Se Nikalne Ke Liye De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet