• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Agar dil Ishq Sin Ghafil Raha Hai

Agar dil Ishq Sin Ghafil Raha Hai

abroo-shah-mubarak

agar dil ishq siin ghafil raha hai

to apne fan men na-qabil raha hai

dil o diin se to guzra ab khudi chhod

ghar us mah ka ab ik manzil raha hai

judai ke kare tadbir ab kaun

ye dil tha so usi siin mil raha hai

na bandho said rahne ka nahin baaz

dil apni harkaton siin hal raha hai

misl-e-barq duniya se guzar ja

ita kyuun is men be-hasil raha hai

nahin tazmin ka zauq ‘abru’ ko

kahan us kuun dimagh o dil raha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yakta-E-Rozgar Hamara Makan Tha

Apni Nakaam Mohabbat Pe Hansi Aati Hai

poet

Kisi Ka Kaam dil Is Charkh Se Hua Bhi Hai

poet

Ru-Ba-Ru Sab Hain Koi Gosh-Bar-Awaz Nahin

neel-ahmed

Gunah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet