• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nind Mein Khulte Hue KHwab Ki Uryani Par

Nind Mein Khulte Hue KHwab Ki Uryani Par

niind men khulte hue ḳhvab ki uryani par

main ne bosa diya mahtab ki peshani par

is qabile men koi ishq se vaqif hi nahin

log hanste hain miri chak-girebani par

nazar aati hai tujh aison ko shabahat apni

main ne tasvir bana.i thi kabhi paani par

ham faqiron ko isi ḳhaak se nisbat hai bahut

ham na baiThenge tire taḳht-e-sulaimani par

us se kuchh ḳhaas ta.alluq bhi nahin hai apna

main pareshan hua jis ki pareshani par

paas hai lafz ki hurmat ka vagarna ‘azar’

koi tamgha to nahin milta ghazal-ḳhvani par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Daba Jo Rakh Ki Tah Mein Sharar Na KHatm Hua

tanveer-anjum

Hamein Wo Kyun Yaad Aa Rahe Hain

Rahen Dhuan Dhuan Hain Safar Gard Gard Hai

poet

Jaane Kya Jurm Hua Hai Mujhse

Aam Hai Izn Ki Jo Chaho Hawa Par Likh Do

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet