Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
aazim-kohli

Jo Hua Jaisa Hua Achchha Hua

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Aazim Kohli
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

jo hua jaisa hua achchha hua

jab jahan jo ho gaya achchha hua

dukh pe mere ro raha tha jo bahut

jaate jaate kah gaya achchha hua

baat thi parde ki parde men rahi

tal gaya ik hadsa achchha hua

meri bigdi dastan men dosto

zikr un ka jab hua achchha hua

uthte uthte un ki nazren jhuk gaiin

tum pe ‘azim’ tabsira achchha hua

More Poems

Aankhon Mein Hain Haqir Jis-Tis Ke

Aashiq Ko Tere Lakh Koi Rahnuma Mile

Tere Honton Pe Nazar Baqi Hai

Subh Ko Sham Likh diya Maine

Agar Ankhiyon Sin Ankhiyon Ko Milaoge To Kya Hoga

Baat Meri Kabhi Suni Hi Nahin

Jis Jagah Aagahi Muqayyad Hai

Mujh Mast Ko Mai Ki Bu Bahut Hai

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.