• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Munkir-E-But Hai Ye Jahil To Nahin

Munkir-E-But Hai Ye Jahil To Nahin

poet

munkir-e-but hai ye jahil to nahin

ghar se vaaiz kahin fazil to nahin

tum na asan ko asan samho

varna mushkil miri mushkil to nahin

kya sambhale mere dil ka langar

zulf hai kuchh vo salasil to nahin

aaj main dil ko juda karta huun

dekhiye aap ke qabil to nahin

zalzale men jo zamin aati hai

ye bhi us shokh pe bismil to nahin

dard ko gurda tadapne ko jigar

hijr men sab hain magar dil to nahin

haddiyan khane ko khata hai huma

sag-e-janan ke muqabil to nahin

bola vo gul jo suni aah ‘sakhi’

aisi avaz-e-anadil to nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mere Mahbub Tum Ho Yar Tum Ho Dil-Ruba Tum Ho

Ye Shahr-E-Gul KHash-O-KHashak Ho Gaya Kaise

Go Qayamat Se Peshtar Na Hui

Aur Mushkil Ye Aa paDi Hum Par

poet

baDe Nazon Se Dil Mein Jalwa-E-Jaanana Aata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet