• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Hai Chashma Use Sarab Karo

Jo Hai Chashma Use Sarab Karo

jo hai chashma use sarab karo

shahr-e-tishna men inqalab karo

muskurane ka fan to ba.ad ka hai

pahle saa.at ka intiḳhab karo

ab ke ta.abir mas.ala na rahe

ye jo duniya hai is ko ḳhvab karo

aur pakne do ishq ki miTTi

paar ujlat men mat chanab karo

ahd-e-nau ke ajab taqaze hain

jo hai ḳhushbu use gulab karo

yuun ḳhushi ki havas na ja.egi

ek ik gham ko be-naqab karo

harsingaron se bolti hai zamin

ab ki rut men mujhe kitab karo

pahle puchho saval apne ta.iin

phir ḳhala se talab javab karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kamal-E-Shauq-E-Safar Bhi Udhar Hi Jata Hai

Jin Dinon Gham Ziyaada Hota Hai

poet

Saz-E-Dil Tishna-E-Mizrab-E-Tamanna Na Raha

Sinon Mein umDe Hain Sad-Mauja-E-Gham Rote Hain

rumana-rumi

Apni dida-Wari Se darti Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet