• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Zindagi-Shanas the Sab Se Juda Rahe

Hum Zindagi-Shanas the Sab Se Juda Rahe

ham zindagi-shanas the sab se juda rahe

basti men haul aaya to jangal men ja rahe

kamre men mere dhuup ka aana ba-vaqt-e-sub.h

ankhon men kaash ek hi manzar basa rahe

phir aaj mere dard ne mujh ko mana liya

koi kisi aziiz se kab tak ḳhafa rahe

kab tak kisi paḌav pe vahshat kare qayam

kab tak kisi ke hijr ka saaya ghana rahe

baaba ye mujh haqir ko itni baḌi dua

tu baat ka dhani hai tira qad siva rahe

‘shahpar’ sada-e-vaqt se kar lo musalahat

mahrumiyon ke dar pe koi kyuun paḌa rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-ul-iman

Mera dost Abul-Haul

Sharh-E-Jamal Kije Shahadat Ke Ma-Siwa

KHwahish Karke Gham Ko muKHatib Kaun Kare

fauziya-rabab

Tum Ho Meri Zist Ka Hasil Shahzade

abu-mohammad-sahar

Har Khauf Har Khatar Se Guzarna Bhi Sikhiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet