• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Bhi Hoga War dekha Jaega

Jo Bhi Hoga War dekha Jaega

sabiha-saba-1

jo bhi hoga vaar dekha jaega

gham na kar gham-khvar dekha jaega

kis tarah manva liya jaae tujhe

ai mire fankar dekha jaega

chal diye to phir kahin rukna nahin

rasta dushvar dekha jaega

intizar ab to nahin hai intizar

ai dil-e-bezar dekha jaega

hijr ke sahra ka aisa zikr kya

ai shab-e-bedar dekha jaega

vaqt karta hai ‘saba’ kuchh faisle

vaqt ko har baar dekha jaega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Usne Aane Ka Jo Wada Kya Jate Jate

Aarzuon Ke Shahar Jalne Lage

ahmad-shanas

Meri Aaankhon Mein Aa dil Mein Utar Paiwand-e-Jaan Ho Ja

poet

Gham-E-Jigar-Shikan O dard Jaan-Sitan dekha

Subh Aankh Khulti Hai Ek Din Nikalta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet