• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Nasim-E-Sahari Hum To Hawa Hote Hain

Ai Nasim-E-Sahari Hum To Hawa Hote Hain

wajid-ali-shah-akhtar

ai nasim-e-sahari ham to hava hote hain

dam jo ghutta hai mohabbat men khafa hote hain

ham faqirana ghazal kahte hain ai shah-e-jahan

khair ho khair ho masruf-e-dua hote hain

bahr-e-alam men ye insan hain manind-e-habab

dam men bante hain ye dam-bhar men fana hote hain

ham gharibon ko na is bazm se uthva ai but

sohbat-e-am men khasan-e-khuda hote hain

ham men aur un men badha rabta ‘akhtar’ itna

ham pe vo sadqe hain ham un pe fida hote hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

qateel-shifai

Aap-Biti

poet

Charagh-E-Dagh Dil-E-soKHta Jo Ho Raushan

mushafi-ghulam-hamdani

Ahl-E-dil Gar Jahan Se Uthta Hai

shahryar

dil Chiz Kya Hai Aap Meri Jaan Lijiye

Sufi

Main Harf-e-Ibtida Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet