Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
parveen-shakir

Jizya

  • Nazm
  • Top Rated Poet
  • Poet: Parveen Shakir
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

gudiya si ye ladki

jis ki ujli hansi se

mera angan damak raha hai

kal jab saat samundar paar chali jaegi

aur sahili shahr ke surkh chhaton vaale ghar ke andar

puure chand ki raushni ban kar bikhregi

ham sab us ko yaad karenge

aur apne ashkon ke sachche motiyon se

saari umr

ik aisa suud utarte jaenge

jis ka asl bhi ham par qarz nahin thaa!

More Poems

Khush-Mizaji Ka dikhawa Bhi Nahin Kar Sakte

Korana Angrez-Parasti

Hargiz Na Mere Mahram-E-Hamraaz Hue Tum

Jab Bayan Karoge Tum Hum Bayan Mein Niklenge

Bagh-E-Jahan Mein Sarw Sa Gardan-Kashida Hun

Apni Jang Hi Ladti Hai

Kala Ambar Pili dharti Ya Allah

Yun Kahne Ko Pairaya-E-Izhaar Bahut Hai

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.