• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jism-O-Jaan Kis Gham Ka Gahwara Bane

Jism-O-Jaan Kis Gham Ka Gahwara Bane

jism-o-jan kis gham ka gahvara bane

aag se nikle to angara bane

shaam ki bhigi hui palkon men phir

koi aansu aa.e aur taara bane

lauh-e-dil pe naqsh ab koi nahin

vaqt hai aa jaao shah-para bane

ab kisi lamhe ko manzil maan len

dar-ba-dar phirte hain banjara bane

kam ho gar jhuTe sitaron ki numud

ye zamin bhi anjuman-ara bane

jurm-e-na-karda-gunahi hai bahut

zindagi hi kyuun na kaffara bane

toḌ Dalen ham nizam-e-ḳhastagi

ye jahan kohna dobara bane

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wo Aise Bigde Hue Hain Kai Mahine Se

Duniya Se Hue baiThe Ho Ru-Posh Ai Jaana

Yar Ko Dida-E-KHun-Bar Se Ojhal Kar Ke

dil Mein Wo Shor Na Aankhon Mein Wo Nam Rahta Hai

Tere KHayal Mein Jab Zehn Mubtala Nahin Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet