• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Achanak Sare Manzar Bol uTThe

Achanak Sare Manzar Bol uTThe

achanak saare manzar bol uTThe

hansi gunji to patthar bol uTThe

paḌha jaise hi main ne ishq-nama

sabhi janib se ḳhanjar bol uTThe

vahi suuni saḌak thi aur main tha

tiri yadon ke lashkar bol uTThe

zabanen band hongi shahar-bhar ki

kisi din gar samundar bol uTThe

main jin ke hijr men sar dhun raha tha

vo ik din mere andar bol uTThe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jaan Ke Ziyan Ko Gham Ki Talafi Samajh Liya

Ghar Ke Andar Bholi-Bhaali Suraten Achchhi Lagin

Masih-E-Waqt Sahi Hum Ko Us Se Kya Lena

ahmad-hamdani

Ye Wafaen Sari dhoke Phir Ye dhoke Bhi Kahan

parveen-fana-syed

Kya Ghazab Tu Ne Ai Bahaar Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet