• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Jise Tu Qubul Kar Le Wo Ada Kahan Se Laun

Jise Tu Qubul Kar Le Wo Ada Kahan Se Laun

sahir-ludhianvi

jise to qubul kar le vo ada kahan se laun

tire dil ko jo lubhae vo sada kahan se laun

main vo phuul huun ki jis ko gaya har koi masal ke

miri umr bah gai hai mire ansuon men dhal ke

jo bahar ban ke barse vo ghata kahan se laun

tujhe aur ki tamanna mujhe teri aarzu hai

tire dil men gham hi gham hai mire dil men tu hi tu hai

jo dilon ko chain de de vo dava kahan se laun

miri bebasi hai zahir miri ah-e-be-asar se

kabhi maut bhi jo mangi to na paai us ke dar se

jo murad le ke aae vo dua kahan se laun

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zaban Ko Band Karen Ya Mujhe Asir Karen

Aa Jata Hai KHud Pas Bulana Nahin paDta

Duniya Bhi Ajab Qafila-E-Tishna-Laban Hai

poet

duniya Mein Yahi Chor Banata Hai Asas Ko

Meri KHushbu Mere Asrar Tujh Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet