• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jise Sunaoge Pahle Hi Sun Chuka Hoga

Jise Sunaoge Pahle Hi Sun Chuka Hoga

jise sunaoge pahle hi sun chuka hoga

mujhe yaqin hai ye aisa vaqi.a hoga

yahan to ab bhi hain tanha.iyan javab-talab

vo pahle-pahl yahan kis tarah raha hoga

jo aaj tak hua kuchh kuchh samajh men aata hai

koi bata.e yahan is ke ba.ad kya hoga

ḳhala men pa.enge taara jo duur tak niklen

phir is ke ba.ad bahut duur tak ḳhala hoga

samajhta huun main agar sab alamaten us ki

to phir vo meri tarah se hi sochta hoga

qadim kar ga.i ḳhvahish jadid hone ki

kise ḳhabar thi yahan tak vo da.era hoga

shikasta-pa.i se hoti hain bastiyan abad

jo ab qabila hua pahle qafila hoga

pasand hongi abhi tak kahaniyan us ko

vo mere jaisa koi ab bhi DhunDta hoga

faza zamin ki thi itni ajnabi ki ‘malal’

sitara-var kahin raakh ho gaya hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tarikiyon Ko Aag Lage Aur Diya Jale

shahnaz-nabi

Nind Ki Mati

aal-e-ahmad-suroor

Yun Jo Uftad Pade Hum Pe Wo Sah Jate Hain

baiThe Hue Hain Hum KHud Aankhon Mein Dhul Dale

Azab Ho Gai Zanjir-E-Dast-O-Pa Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet