• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jise Bhi Dekhiye Pyasa Dikhai Deta Hai

Jise Bhi Dekhiye Pyasa Dikhai Deta Hai

jise bhi dekhiye pyasa dikha.i deta hai

koi maqam ho sahra dikha.i deta hai

na jaane kaun hai vo vaqt-e-sham jo akasr

gali ke moḌ pe baiTha dikha.i deta hai

jo chandni men nahate hue bhi Darta tha

vo jism dhuup men jalta dikha.i deta hai

pahunch rahi hai jahan tak nigah saḌkon par

na koi peḌ na saaya dikha.i deta hai

kanar-e-ab na baiTho ki jhiil men ‘ḳhavar’

tumhara aks bhi ulTa dikha.i deta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aa Ja Andheri Raaten Tanha Bita Chuka Hun

rahat-indori

Humne Khud Apni Rahnumai Ki

Ek Se Jazbe KHun Mein surKHi Ek Hi Thi

poet

Na Hui Saf Tabiat Hi To Hai

poet

Chaak Sine Ka Ba-Andaz-E-Jigar Ho Ki Na Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet