• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jis Waqt Usne baKHt Hamare Banae The

Jis Waqt Usne baKHt Hamare Banae The

poet

jis vaqt us ne baḳht hamare bana.e the

ham ne hatheliyon pe sitare bana.e the

kuchh panchhiyon ne ghonsle peḌon ke jhunD men

unchi jag.hon pe ḳhauf ke maare bana.e the

main ne bas ek nahr nikali thi haath se

dariya ne aap apne kinare bana.e the

hasb-e-murad dast-e-hunar bolne laga

gunge ne chand aise ishare bana.e the

kuchh zindagi ba-yad-e-azizan zarur thi

kuchh dost ham ne jaan se pyare bana.e the

ham ne haya pahan ke mohabbat-shi.ar ki

guḌiyon ke vaste bhi gharare bana.e the

dil men ‘nasim’ husn ki takfil ke liye

ankhon ne kaise kaise idare bana.e the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phir Koi Taza-Sitam Wo Sitam-Ijad Kare

Sabhi Mai-Kash Tawazun Kho Rahe Hain

poet

Fasl-E-Gul Mein Bhi Tahi Kyon Na Ho Daman Apna

Pattharon Ko Sunai Deta Hai

qateel-shifai

Jashn-E-Azadi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet