• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dekhen Kya Ab Ke Asiri Hamein dikhlati Hai

dekhen Kya Ab Ke Asiri Hamein dikhlati Hai

poet

dekhen kya ab ke asiri hamen dikhlati hai

log kahte hain ki phir fasl-e-bahar aati hai

ghash chala aata hai aur aankh mundi jaati hai

ham ko kya kya miri be-taqati dikhlati hai

kya suna us ne kahin rukhsat-e-gul ka mazkur

andalib aaj qafas men padi chillati hai

taer-e-ruh ko parvaz ka har dam hai khayal

qafas-e-tan men miri jaan ye ghabrati hai

dekh rote mujhe hans hans kahe jaana har dam

jaan se mujh ko to teri ye ada bhati hai

bazm-e-hasti men tu baitha hai ‘havas’ kya ghafil

kuchh jo karna hai tu kar umr chali jaati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nida-fazli

Walid Ki Wafat Par

Unhon Ne Kya Na Kiya Aur Kya Nahin Karte

Har Aankh Ka Hasil Duri Hai

Hathon Ki Lakiron Ka Likha kaT Rahe Hain

poet

Barfili Chattan Par Ped Khada Muskae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet