• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jis Tarah Log KHasare Mein Bahut Sochte Hain

Jis Tarah Log KHasare Mein Bahut Sochte Hain

jis tarah log ḳhasare men bahut sochte hain

aaj kal ham tire baare men bahut sochte hain

kaun halat ki sochon ke tamavvuj men nahin

ham bhi bah kar isi dhare men bahut sochte hain

hunar-e-kuza-gari ne inhen baḳhshi hai tarash

ya ye sab naqsh the gaare men bahut sochte hain

dhyan dharti ka nikalta hi nahin hai dil se

jab se utre hain sitare men bahut sochte hain

ab mohabbat men bhi ‘iqbal’ hamari auqat

kyuun nahin apne guzare men bahut sochte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dard Dab Jae Kisi Taur Na Aansu Aae

Tere Siwa Bhi Koi Mujhe Yaad Aane Wala Tha

adil-mansuri

Gosht Ki Sadkon Par

Tere Dard Se Jis Ko Nisbat Nahin Hai

Shab-E-Visal Ye Kahte Hain Wo Suna Ke Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet