• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jis Ki Ba-KHuda Us but-E-Kafir Pe Nazar Hai

Jis Ki Ba-KHuda Us but-E-Kafir Pe Nazar Hai

poet

jis ki ba-ḳhuda us but-e-kafir pe nazar hai

chhati hai pahaḌ us ki to patthar ka jigar hai

ai dil dur-e-dandan ko zara dekh to us ke

kya durj men yaqut ki ye silk-e-guhar hai

kya saaf kahun yaar ke ruḳhsar ka ausaf

ik ghairat-e-ḳhurshid hai ek rashk-e-qamar hai

bina.i kahan itni nazar aa.e jo mujh ko

barik rag-e-jan se bhi kuchh us ki kamar hai

karta hai dila kis liye tu yaar ko badnam

baa.is tiri rusva.i ka ye dida-e-tar hai

samjhun na juda.i ko main kyon vasl se behtar

surat tiri ankhon ke tale aaTh pahar hai

rota hai vo hasrat pe tiri soḳhta-jan ki

juun sham-e-sahar jo koi sargarm-e-safar hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Diye Jalenge to Phir Raushni to Hogi Nan

Waise to Ek Dusre Ki Sab Sunte Hain

meer-hasan

Araq Ko dekh Munh Par Tere Pyare

Zindagi Moatabar Talashe Hai

Dil Ke Darwaze Pe Dastak Ki Sada Koi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet