• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jis Ke Iman Par but-E-Kafar Hanse

Jis Ke Iman Par but-E-Kafar Hanse

jis ke iman par but-e-kafar hanse

allah allah vo hanse kyunkar hanse

husn-e-mah-o-mahvash sehr-afrin

haa.e jadugar pe jadugar hanse

qulqul-e-mina dikha.e jab asar

main hansun saaqi hanse saghar hanse

kyunkar aati hai hansi kis ko ḳhabar

un pe main hairan huun jo mujh par hanse

ik pate ki baat kahta huun suno

koi hans kar ro.e ya ro kar hanse

ik pata ki baat kahta huun suno

koi hans kar ro.e yaaro kar hanse

phabtiyan kahne pe main aa.uun agar

va.iz-e-zishan sar-e-mimbar hanse

kya ḳhabar ‘manzur’ hai kis dhyan men

vo to vo zahid farishton par hanse

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-faraz

Gila Fuzul Tha Ahd-E-Wafa Ke Hote Hue

Phul Par Os Hai Aariz Pe Nami Ho Jaise

poet

Rahta Hai Mere Dil Mein Tera Nur Raat Din

Han Ye Badli Kali Kali Jaegi

zahida-zaidi

Wo Harf-O-Saut-O-Sada

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet