• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jis Ka Rahib Shaikh Ho But-Khana Aisa Chahiye

Jis Ka Rahib Shaikh Ho But-Khana Aisa Chahiye

poet

jis ka rahib shaikh ho but-khana aisa chahiye

mohtasib saaqi bane mai-khana aisa chahiye

rakhta hai sar-khush hamen ek chashm-e-maigun ka khayal

ho na jo paiman-shikan paimana aisa chahiye

ho khayal-e-dair dil men aur na ho pas-e-haram

ashiqon ka maslak-e-rindana aisa chahiye

ik nigah-e-naz par qurban kare hosh-o-khirad

ishq-bazi ke liye farzana aisa chahiye

is ke dil men soz ho aur us ke dil men ho gudaz

shama aisi chahiye parvana aisa chahiye

shama saan ghulte rahen ham aur na ho us ko lagan

‘mashriqi’ maashuq be-parvana aisa chahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hamari Ghazlon Hamare Sheron Se Tumko Ye Aagahi Milegi

Tishna-Kaamon Ko Yahan Kaun Subu Deta Hai

Dil Mubtala-E-Hijr Rifaqat Mein Rah Gaya

shad-azimabadi

Kahan Ye Tab Ki Chakh Chakh Ke Ya Gira Ke Piyun

poet

Kisi Ke Wada-E-Farda Mein Gum Hai Intizar Ab Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet