• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Taraf Se Guzre The Qafile Bahaaron Ke

Is Taraf Se Guzre The Qafile Bahaaron Ke

sahir-ludhianvi

is taraf se guzre the qafile baharon ke

aaj tak sulagte hain zakhm rahguzaron ke

khalvaton ke shaidai khalvaton men khulte hain

ham se puchh kar dekho raaz parda-daron ke

gesuon ki chhanv men dil-navaz chehre hain

ya hasin dhundlakon men phuul hain baharon ke

pahle hans ke milte hain phir nazar churate hain

ashna-sifat hain log ajnabi dayaron ke

tum ne sirf chaha hai ham ne chhu ke dekhe hain

pairahan ghataon ke jism barq-paron ke

shughl-e-mai-parasti go jashn-e-na-muradi tha

yuun bhi kat gae kuchh din tere sogvaron ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bikhre Bikhre Baal Aur Surat Khoi Khoi

poet

Aaghaz-E-Jafa Yaad Na Anjam-E-Wafa Yaad

noshi-gilani

Ab Kis Se Kahen Aur Kaun Sune Jo Haal Tumhaare Baad Hua

faiz-ahmad-faiz

Ishq Minnat-E-Kash-E-Qarar Nahin

Dhup Kyunkar Na Ho Itab-Zada

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet