• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hawa Chali Hai Na Patta Koi Hila Ab Tak

Hawa Chali Hai Na Patta Koi Hila Ab Tak

poet

hava chali hai na patta koi hila ab tak

vahi hai ek khamoshi ka silsila ab tak

vo kaun log hain kis ki talash men gum hain

hamen to apna pata bhi nahin mila ab tak

tu apne chahne valon se ashna na hui

yahi to tujh se hai ai ziist ik gila ab tak

kisi ka daman-e-sad-chak kya rafu karte

ki ham se apna bhi daman nahin sila ab tak

vahi safar vahi taare vahi thakan baaqi

vahi hai bujhte charaghon ka silsila ab tak

purani baat main kal ki samajh ke bhuul gaya

magar hai zakhm tamanna-e-dil khula ab tak

jise main dhund raha huun gali gali ‘anjum’

vo shakhs mujh se bichhad kar nahin mila ab tak

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Murawwat Hai Na Ulfat Na Wafa Mere Baad

sajida-zaidi

Shahr-E-Be-Mehr Mein Milta Kahan dildar Koi

Koi Jhankar Hai Naghma Hai Sada Hai Kya Hai

Ab Safar Ho to Koi KHwab-Numa Le Jae

faiz-ahmad-faiz

Himmat-E-Iltija Nahin Baqi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet