• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jin zaKHmon Par Tha Naz Hamein Wo zaKHm Bhi Bharte Jate Hain

Jin zaKHmon Par Tha Naz Hamein Wo zaKHm Bhi Bharte Jate Hain

jin zaḳhmon par tha naaz hamen vo zaḳhm bhi bharte jaate hain

sansen hain ki ghaTti jaati hain din hain ki guzarte jaate hain

divar hai gum-sum dar tanha phir hote chale hain shajar tanha

kuchh dhuup si Dhalti jaati hai kuchh saa.e utarte jaate hain

ham yunhi nahin hain sust-qadam ham jante hain farda kya hai

shayad koi de avaz hamen rah rah ke Thaharte jaate hain

avaz vo shisha-e-nazuk hai mehrab-e-nazar men rahne de

kyuun farsh sama.at par gir kar reze ye bikharte jaate hain

ro.en ya hansen is halat par ehsas ye hota hai aksar

va.ada to kisi se ‘shaz’ na tha ham hain ki mukarte jaate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aql Ki Kuchh Kam Nahin Hai Rahbari Mere Liye

Wo Tere Gham Ko Pahchane Nahin Hain

poet

taKHayyul Ko Bari Karne Laga Hun

zaKHm Kab Ka Tha Dard uTha Hai Ab

insha-allah-khan-insha

Baat Ke Sath Hi Maujud Hai Tal Ek Na Ek

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet