• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sare Mausam Badal Gae Shayad

Sare Mausam Badal Gae Shayad

aleena-itrat

saare mausam badal gae shayad

aur ham bhi sambhal gae shayad

jhiil ko kar ke mahtab supurd

aks pa kar bahal gae shayad

ek thahrao aa gaya kaisa

zaviye hi badal gae shayad

apni lau men tapa ke ham khud ko

mom ban kar pighal gae shayad

kanpti lau qarar paane lagi

jhonke aa kar nikal gae shayad

ham hava se bacha rahe the jinhen

un charaghon se jal gae shayad

ab ke barsat men bhi dil khush hai

hijr ke khauf tal gae shayad

saaf hone lage sabhi manzar

ashk ankhon se dhal gae shayad

barish-e-sang jaise barish-e-gul

saare patthar pighal gae shayad

vo ‘alina’ badal gaya tha bahut

is liye ham sambhal gae shayad

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHamoshi Ki Dhun Pe Tanha Raqs Karti Raat Hai

Mere miTne Pe Gar Tu Bhi miTa Hota to Kya Hota

poet

Qatra Hun Magar Raunaq-E-Sahra Hun Bura Hun

Hum Apne Ishq Ki Babat Kuchh Ehtimal Mein Hain

Ye Shohrat Hai Ki Ruswai Magar Had Se Ziyaada Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet