• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jidhar Ho Zindagi Mushkil Udhar Nahin Aate

Jidhar Ho Zindagi Mushkil Udhar Nahin Aate

jidhar ho zindagi mushkil udhar nahin aate

ajal se pahle mire chara-gar nahin aate

bana hua hai mira shahr qatl-gah koi

palaT ke maaon ke laḳht-e-jigar nahin aate

uTha.e apnon ki lashen jo tum ho nauha-kunan

mire shahid tumhen kyuun nazar nahin aate

na intizar karo in ka ai aza-daro

shahid jaate hain jannat ko ghar nahin aate

main nauhe kab nahin likhta huun raftagan ke ‘zafar’

kab ashk misl-e-huruf-e-hunar nahin aate

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mumtaz-mirza

Palkon Pe Kuchh Charagh Farozan Hue To Hain

Dil Le Ke Hasinon Ne Ye Dastur Nikala

poet

Tirgi Ki Shiddat Ko Subh Ka Sitara Likh

Dil Ke Andar Chalo to Achchha Hai

shaKHsiyat Usne Chamak-Dar Bana Rakkhi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet