• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindagi Tujhse bichhaD Kar Main Jiya Ek Baras

Zindagi Tujhse bichhaD Kar Main Jiya Ek Baras

zindagi tujh se bichhaḌ kar main jiya ek baras

zahr tanha.i ka hans hans ke piya ek baras

ik andhere ka bhanvar tha mira mahaul magar

kaam ashkon se charaghon ka liya ek baras

kisi andhi kisi tufan se bujha.e na bujha

dil men jalta hi raha gham ka diya ek baras

ek lamha bhi gavara na tha furqat ka ‘sarosh’

ye bhi kya kam hai tire gham men jiya ek baras

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Fath Pane Ki Nai Rah Nikali Usne

Ek Tamanna Mein Giraftar the Hum Bhi Tum Bhi

Saqi Ki Ek Nigah Ke Afsane Ban Gae

Jab Nigahen laDin Nigahon Se

Aae Hum Shahr-E-Ghazal Mein to Is Aaghaz Ke Sath

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet