• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ji Mein Kya Kya Meri Umaha Tha

Ji Mein Kya Kya Meri Umaha Tha

poet

ji men kya kya miri umaha tha

par hua vo jo haq ka chaha tha

nibhi jab tak ki ham nibah sake

aap ne ham ko kab nibaha tha

luqqe do chaar saath jaate the

kaisa kal raat hi-hi haaha tha

chakki raaha tha kya bala ye raqib

chakki sa munh to is ka raaha tha

kuche tere men raat ko jo gae

bhule ham vaan jahan doraha tha

tum jhatak gae kuchh in dinon pyare

tok kis ne tumhen saraha tha

tum pe tha jab ki alam-e-tajrid

un dinon main bhi bin-biyaha tha

jis gali biich ja nikalte the

tum par aur ham pe aaha aaha tha

aa ke tujh se jo tha mila lad kar

paaya kya ‘azfari’ ne laaha tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nafas Ki Aamad-O-Shud Ko Wabaal Kar Ke Bhi

poet

Mohabbat Ko Jo Zahir Kar Rahi Hai

Barson Teri Talab Mein Safina Rawan Raha

Chamakne Laga Hai Tera Gham Bahut

abdul-wahab-sukhan

Azmat-e-Shahar-e-Ana Shan-e-Bashar Ki Surat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet