• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ji Ka Janjal Hai Ishq Miyan Qissa Ye Tamam Karo Wali

Ji Ka Janjal Hai Ishq Miyan Qissa Ye Tamam Karo Wali

ji ka janjal hai ishq miyan qissa ye tamam karo ‘vali’

baḌi raat ga.i ab so jaao kuchh der aram karo ‘vali’

sab jagne vaale raton ke shab-zinda-dar nahin hote

tum apne saath men auron ki kyuun niind haram karo ‘vali’

sab bichhḌe sathi mil jaa.en murjha.en chehre khil jaa.en

sab chaak dilon ke sil jaa.en koi aisa kaam karo ‘vali’

kyuun ghabra.e ghabra.e ho kyuun ukta.e ukta.e ho

ik muddat ke ba.ad aa.e ho kuchh din to qayam karo ‘vali’

ham daara hain na sikandar hain darvesh hain mast qalandar hain

chaho to hamare saath basar tum bhi ik shaam karo ‘vali’

jab bhuul ga.e tum yaron ko apne pyaron dil-daron ko

phir shahr ke mansab-daron ko jhuk ke salam karo ‘vali’

tum nahaq bhes badalte ho ham ko yunhi achchhe lagte ho

kyuun qashqa khincho dair men baiTho tark-e-islam karo ‘vali’

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Maine Kab Apni Wafaon Ka Sila Manga Tha

Hum Tum Hain Jo Ek Phir Judai Kaisi

Yaadon Ka Ajib Silsila Hai

gulzar

Har Ek Gham Nichod Ke Har Ek Baras Jiye

mirza-ghalib

Aabru Kya Khak Us Gul Ki Ki Gulshan Mein Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet