• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jhalakti Hai Meri Aankhon Mein Bedari Si Koi

Jhalakti Hai Meri Aankhon Mein Bedari Si Koi

jhalakti hai miri ankhon men bedari si koi

dabi hai jaise ḳhakistar men chingari si koi

taḌapta tilmilata rahta huun dariya ki manind

paḌi hai zarb ehsasat par kaari si koi

na jaane qaid men huun ya hifazat men kisi ki

khinchi hai har taraf ik chaar divari si koi

kisi bhi moḌ se mera guzar mushkil nahin hai

mire pairon tale rahti hai hamvari si koi

guman hone laga jab se mujhe qad-avari ka

chala karti hai mere paanv par aari si koi

kisi mahfil kisi tanha.i men rukna hai mushkil

mujhe khinche liye jaati hai be-zari si koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kaifi-azmi

Naya Husn

bichhaDna Mujhse to KHwabon Mein Silsila Rakhna

abu-mohammad-sahar

Kali Ghazal Suno Na Suhani Ghazal Suno

Dasht Ki KHak Bhi Chhani Hai

asif-ud-daula

Ye Ashk Chashmon Mein Hamdam Rahe Rahe Na Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet