• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jazba-E-Soz-E-Talab Ko Be-Karan Karte Chalo

Jazba-E-Soz-E-Talab Ko Be-Karan Karte Chalo

jazba-e-soz-e-talab ko be-karan karte chalo

ku-ba-ku raushan charag-e-karvan karte chalo

chashm-e-saqi pur-tabassum mai-kada bahka hua

aao qismat ko harif-e-kahkashan karte chalo

chhin laao asman se mehr-o-mah ki azmaten

aur TuuTe jhonpaḌon ko zau fashan karte chalo

zindagi ko log kahte hain bara.e-bandagi

zindagi kaT ja.egi zikr-e-butan karte chalo

jin se zinda ho yaqin o agahi ki aabru

ishq ki rahon men kuchh aise guman karte chalo

har nafas ai jiine vaalo shaghl-e-paimana rahe

be-ḳhudi ko zindagi ka pasban karte chalo

chheḌ kar ‘saghar’ kisi ke gesuon ki dastan

in shagufon ko zara sho.ala-zaban karte chalo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zafar-iqbal

Apne Inkar Ke Bar-Aks Barabar Koi Tha

Diye Jo Kar Diye Gul Ahd-E-Shab Mein Rahte Hue

ahmad-nadeem-qasmi

Rang-E-Harf-E-Sada Ki duniya Mein

Maulana Rumi

Surat-Gar-e-Naqqasham Har Lahza Bute Sazam

Wafa Ka Zikr Ho Be-Mehri-E-Butan Ki Tarah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet