• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jazba-E-Hamsari Har ruKH Se Ayan Hota Hai

Jazba-E-Hamsari Har ruKH Se Ayan Hota Hai

jazba-e-hamsari har ruḳh se ayaan hota hai

teri mahfil men jahan mera bayan hota hai

aa.ina hota hai jab mere muqabil ai dost

teri surat tira ruḳh us se ayaan hota hai

ik hasin phuul ka paikar hai suhani shab hai

phir mire siine men ik dard javan hota hai

dekhna janib-e-gul-zar zara ahl-e-qafas

baat kya hai ye udhar kaisa dhuan hota hai

main tira aa.ina huun tu hai mira aks-e-hasin

zarre-zarre se tira jalva ayaan hota hai

mere dil men hai vahin maskan-e-yad-e-gham-dost

Tisen uThti hain jahan dard jahan hota hai

rah-e-ulfat ka tasavvur bhi kabhi ai ‘raje’

ahl-e-danish ke liye bar-e-garan hota hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Be-Bak Na Dekha Koi Qatil Ke Barabar

Kaho Farar Se Bandhe Na Panw Mein Aankhen

bhartendu-harishchandra

Gale Mujhko Laga Lo Ai Mere dildar Holi Mein

mirza-raza-barq

Matlab Na Kabe Se Na Irada Kanisht Ka

KHak Mein Milti Hain Kaise Bastiyan Malum Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet