• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jawani Mein Tabiat La-Ubaali Hoti Jati Hai

Jawani Mein Tabiat La-Ubaali Hoti Jati Hai

javani men tabi.at la-ubali hoti jaati hai

taraqqi par miri shorida-hali hoti jaati hai

shab-e-gham chhaya jaata hai dhuan aahon ke sho.alon se

sitare TuTte hain raat kaali hoti jaati hai

umiden aati hain aa aa ke dil se nikli jaati hain

ye vo basti hai jo bas bas ke ḳhali hoti jaati hai

khile jaate hain gul maqtal men kya kya aks-e-ariz se

kisi ki tegh bhi phulon ki Daali hoti jaati hai

vo sun kar hal-e-furqat hoga hoga kahte jaate hain

kahani meri maazi ehtimali hoti jaati hai

mile hain sunne vaale dil ke patthar ai ‘vafa’ aise

ki sharminda miri nazuk-ḳhayali hoti jaati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Teri Nigah Se Ise Bhi Guman Hua Ki Main Hun

Kab peD Ki Manind Thaharte Hain Musafir

Sufi

Ye Tan Ghira Hua Chhote Se Ghar Mein Rahta Hai

poet

Usne Puchha to Faqat Dard Ka Afsana Khula

Hum Ko Ye Dar Hai Ki Imkan Kisi Aur Ka Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet