• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jawani Kya Hui Ek Raat Ki Kahani Hui

Jawani Kya Hui Ek Raat Ki Kahani Hui

obaidullah-aleem

javani kya hui ik raat ki kahani hui

badan purana hua ruuh bhi purani hui

koi aziiz nahin ma-siva-e-zat hamen

agar hua hai to yuun jaise zindagani hui

na hogi khushk ki shayad vo laut aae phir

ye kisht guzre hue abr ki nishani hui

tum apne rang nahao main apni mauj uduun

vo baat bhuul bhi jaao jo ani-jani hui

main us ko bhuul gaya huun vo mujh ko bhuul gaya

to phir ye dil pe kyuun dastak si na-gahani hui

kahan tak aur bhala jaan ka ham ziyan karte

bichhad gaya hai to ye us ki mehrbani hui

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

saleem-kausar

Junun Tabdili-E-Mausam Ka Taqriron Ki Had Tak Hai

Kyon Bhala Chilman Ko Sarkane Pe Wo Mail Nahin

Hazar Shewa-E-Rangin Hai Ek Jafa Ke Liye

poet

Guzri Thi Ek Bar Jo Dil Ki Gali Se Main

Kisi Ishq-O-Rizq Ke Jal Mein Nahin Aaega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet