• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jawan Tha Dil Na Tha Andesha-E-Sud-O-Ziyan Pahle

Jawan Tha Dil Na Tha Andesha-E-Sud-O-Ziyan Pahle

poet

javan tha dil na tha andesha-e-sud-o-ziyan pahle

vo the kya mehrban saara jahan tha mehrban pahle

vo mir-e-karvan bhi ik-na-ik din ho ke rahte hain

jinhon ne muddaton chhani hai ḳhak-e-karvan pahle

ḳhudi jaagi uThe parde ujagar ho ga.iin rahen

nazar kotah thi tarik tha saara jahan pahle

vahi barq-e-tajalli sham.a hai mere shabistan ki

na la sakti thi jis ki taab shaḳh-e-ashiyan pahle

huun ab bhi pa-ba-gil taham bahut parvaz ki main ne

vo ab meri zamin hai tha jo mera asman pahle

nihan thiin dar-ba-dar ki Thokaron men azmaten ‘jami’

na tha is darja aali tera andaz-e-bayan pahle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abbas-rizvi

Jis Ko Hum Samajhte The Umr Bhar Ka Rishta Hai

Kis Waqt Hadson Se paDa Sabiqa Mujhe

Main Pursish-E-Gham-E-Furqat Ki Dad Deta Hun

poet

Kuchh Ziyaada Wabaal Kar Dala

Ki Ehtiyat Dal Ne Bahut Par Kaha Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet