• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apne Riste Hue zaKHmon Ki Qaba Laya Hun

Apne Riste Hue zaKHmon Ki Qaba Laya Hun

apne riste hue zaḳhmon ki qaba laaya huun

zindagi meri taraf dekh ki main aaya huun

kisi sunsan jazire se pukaro mujh ko

main sadaon ke samundar men nikal aaya huun

kaam aa.i hai vahi chhanv ghani bhi jo na thi

vaqt ki dhuup men jis vaqt main kumhlaya huun

ḳhairiyat puchhte hain log baḌe tanz ke saath

jurm bas ye hai ki ik shoḳh ka ham-saya huun

sub.h ho jaa.e to us phuul ko dekhun ki jise

main shabistan-e-baharan se uTha laaya huun

asr-e-nau mujh ko nigahon main chhupa kar rakh le

ek miTti hui tahzib ka sarmaya huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apne Dar Se Jo uThate Hain Hamein

noon-meem-rashid

Izhaar Aur Rasai

Zindagi Dekh Le Kuchh Der Tamasha Apna

poet

Ghalat Ki Sai-E-Junun-KHez Raegan Na Gai

poet

Waqar-E-Shah-E-Zawil-Iqtadar Dekh Chuke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet