• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jamegi Kaise Bisat-E-Yaran Ki Shisha O Jam Bujh Gae Hain

Jamegi Kaise Bisat-E-Yaran Ki Shisha O Jam Bujh Gae Hain

faiz-ahmad-faiz

jamegi kaise bisat-e-yaran ki shisha o jaam bujh gae hain

sajegi kaise shab-e-nigaran ki dil sar-e-sham bujh gae hain

vo tirgi hai rah-e-butan men charagh-e-rukh hai na sham-e-vada

kiran koi aarzu ki laao ki sab dar-o-bam bujh gae hain

bahut sambhala vafa ka paiman magar vo barsi hai ab ke barkha

har ek iqrar mit gaya hai tamam paigham bujh gae hain

qarib aa ai mah-e-shab-e-gham nazar pe khulta nahin kuchh is dam

ki dil pe kis kis ka naqsh baaqi hai kaun se naam bujh gae hain

bahar ab aa ke kya karegi ki jin se tha jashn-e-rang-o-naghma

vo gul sar-e-shakh jal gae hain vo dil tah-e-dam bujh gae hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mazaq-E-Kawish-E-Pinhan Ab Itna Aam Kya Hoga

Ye Jo Ishq-E-Masnad Ke Log Hain Unhen Ramz Sare Sikha Piya

Kisi Bachpan Mein Banai Hui Kashti Jaisa

Nazar Aate Nahin Hain Bahr Mein Hum

poet

Ishwa Hai Naz Hai Ghamza Hai Ada Hai Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet