• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jalwa dikha Ke Guzra Wo Nur didgan Ka

Jalwa dikha Ke Guzra Wo Nur didgan Ka

poet

jalva dikha ke guzra vo nuur didgan ka

tarik kar gaya ghar hasrat-e-kashidgan ka

gham yaar ka na bhule so baagh agar dikha den

kab dil chaman men va ho matam-rasidgan ka

rang-e-hina pe tohmat us lala-ru ne bandhi

hathon men mal ke aaya khuun dil-tapidgan ka

ahl-e-qubur uupar vo shokh kal jo guzra

betab ho gaya dil khak-armidgan ka

yuun ‘mir’ se suna hai vo mast-e-jam ‘bedar’

tah kar gaya musalla uzlat-uzidgan ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil TuTa to Kya Se Kya Nuqsan Hua

baDe KHulus Se Apna Bana Liya Tha Mujhe

azra-abbas

Kahen Se Koi Nuqta Aa Jae

Ajib Tarz-E-taKHatub Rawa Hua Ab Ke

poet

Biphrai Biphrai Maujen Koson Dur Kinara Sa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet