• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kitni Mahfuz Zindagi Thi Kabhi

Kitni Mahfuz Zindagi Thi Kabhi

kitni mahfuz zindagi thi kabhi

dushmani thi na dosti thi kabhi

ab faqat qahqahe lagata huun

meri ankhon men bhi nami thi kabhi

soch kar ab qadam uThata huun

meri rahon men gum rahi thi kabhi

ab dhuan hai jo pi rahe hain nam

aag har moḌ par lagi thi kabhi

ab to badla hai apna paimana

jo buri hai vahi bhali thi kabhi

tha safed-o-siyah se vaqif

meri ankhon men raushni thi kabhi

ab to tasbih le ke baiThe hain

haath men jin ke lablabi thi kabhi

sab ka mahbub ek tha ‘hamdam’

shahr men ek hi gali thi kabhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Waqt-E-ruKHsat Meri Man Ne Mera Matha Chuma

abid-malik

Ek Ajnabi Ki Tarah Hai Ye Zindagi Mere Sath

poet

dhaDkan Ho Kar Dil Se Sazish Karta Hun

poet

Ye Dhoka Ho Na Ho Ummid Hi Malum Hoti Hai

KHat Mein Kya Kya Likhun Yaad Aati Hai Har Baat Pe Baat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet