• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jalwa-Ba-Jalwa Samne Aata Hai Koi Aur

Jalwa-Ba-Jalwa Samne Aata Hai Koi Aur

jalva-ba-jalva samne aata hai koi aur

lahza-ba-lahza mujh ko lubhata hai koi aur

parde men phuul jalva dikhata hai koi aur

rang apna rang-o-bu men jamata hai koi aur

kaisa ghurur-e-husn kahan ka niyaz-e-ishq

duniya ko un ke khel dikhata hai koi aur

main janta huun shaiḳh-o-barahman ki dauḌ-dhup

rasta bata ke un ko phirata hai koi aur

be-ḳhud hai dil ḳhayal men ek mast-e-naz ke

piita hai koi aur pilata hai koi aur

tuuti ki tarah a.ina-e-ka.enat men

kahta huun vo jo pichhe sikhata hai koi aur

‘za.iq’ sitam-zarifi-e-daur-e-zaman ko dekh

daulat kisi ki aish uḌata hai koi aur

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab to Jo Manzar-E-Shadab Nazar Aata Hai

Agar Pairon Ke Chhaale Kam Na Honge

Kisi Banjar taKHayyul Par Kisi Be-Ab Rishte Mein

poet

Lakh Rahe Shahron Mein Phir Bhi Andar Se dehati The

Ye KHabar Aai Hai Aaj Ek Murshid-E-Akmal Ke Pas

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet