• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaise Ham-Bazm Hain Phir Yar-E-Tarah-dar Se Hum

Jaise Ham-Bazm Hain Phir Yar-E-Tarah-dar Se Hum

faiz-ahmad-faiz

jaise ham-bazm hain phir yar-e-tarah-dar se ham

raat milte rahe apne dar-o-divar se ham

sarkhushi men yunhi dil-shad o ghazal-khvan guzre

ku-e-qatil se kabhi kucha-e-dildar se ham

kabhi manzil kabhi raste ne hamen saath diya

har qadam uljhe rahe qafila-salar se ham

ham se be-bahra hui ab jaras-e-gul ki sada

varna vaqif the har ik rang ki jhankar se ham

‘faiz’ jab chaha jo kuchh chaha sada maang liya

haath phaila ke dil-e-be-zar-o-dinar se ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kaun Kahta Hai Ki Mahrumi Ka Shikwa Na Karo

poet

Hatheliyon Mein Lakiron Ka Jal Tha Kitna

Tera Gham Teri Aarzu Kab Tak

shahryar

dayar-E-dil Na Raha Bazm-E-dostan Na Rahi

shahnaz-parveen-shazi

Mothers day Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet