• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jahan Un Ko Un Ke Ishaaron Ko Dekha

Jahan Un Ko Un Ke Ishaaron Ko Dekha

jahan un ko un ke isharon ko dekha

vahin dil ki sazish ke maron ko dekha

main kuchh be-tuki baten baten suna duun

taḌapte hue absharon ko dekha

sitare bhi sone lage vo na aa.e

ḳhilaf-e-tamanna saharon ko dekha

bhanvar ke fasane sunata raha huun

na sahil ko dekha na dharon ko dekha

jahan ḳhud ko dekha ḳhizan hi ḳhizan hai

jahan un ko dekha baharon ko dekha

kiya ehtijaj is zamane ne us ka

kisi dhun men jab be-qararon ko dekha

ye chhup-chhup ke yakja piyen ‘daur’-o-zahid

kisi ne bhi in shahkaron ko dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Naubat-E-Giriya O Be-Tabi-O-Zari Aai

Bujhe Charagh Se Mahtab Dekh Sakta Hun

Sari Ummid Rahi Jati Hai

poet

Ashk Aankhon Mein Jigar Mein Dard Sozish Dil Mein Hai

Aarzu Kaamran Nahin Lagti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet