• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jahan Mein Jis Ki Shohrat Ku-Ba-Ku Hai

Jahan Mein Jis Ki Shohrat Ku-Ba-Ku Hai

jahan men jis ki shohrat ku-ba-ku hai

vo mujh se aaj mahv-e-guftugu hai

raha abad ḳhvabon men jo ab tak

ḳhusha qismat ki ab vo ru-ba-ru hai

kabhi vo pyaar se ik phuul laa.e

bahut din se miri ye aarzu hai

nahin aata ghazal men naam koi

ta.alluq is qadar ba-abru hai

mira ehsas jis se hai mo.attar

vahi ḳhushbu to mere char-su hai

sarapa mera jo hai itna rangin

ye us ki yaad ka hi rang-o-bu hai

jahan kal tak tha mayusi ka sahra

vahan ummid ki ik aabju hai

vo avazen jo dil men gunjti hain

miri anfas ki vo hav-hu hai

mujhe le jaa.e jo manzil ki janib

ab aise karvan ki justuju hai

mira zahir nazar aata hai jaisa

mira batin bhi vaisa hu-ba-hu hai

‘sabila’ soch itni paak rakkhi

har ik mazmun mera ba-vazu hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lahje Ki Udasi Kam Hogi Baaton Mein Khanak Aa Jaegi

poet

Dil Dukha Tha Mera Aisa Ki Dikhaya Na Gaya

poet

Ai Sitamgar Nahin dekha Jata

Jab Suna Usne Ki Pyasa Mar Gaya

poet

Chaman Mein Bulbulon Ke jhurmuT Kabhi Idhar Ko Kabhi Udhar Ko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet