• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jagte din Ki Gali Mein Raat Aankhen Mal Rahi Hai

Jagte din Ki Gali Mein Raat Aankhen Mal Rahi Hai

poet

jagte din ki gali men raat ankhen mal rahi hai

vaqt guzra ja raha hai dhuup chhat se tal rahi hai

ik libas-e-fakhira hai surkh gharqabi mahal hai

kuchh purani ho gai hai par kahani chal rahi hai

ik sitara saaz ankhon ke kinare bas raha hai

ik mohabbat naam ki ladki badan men pal rahi hai

paas tha khoya nahin hai jo na tha ab bhi nahin hai

umr bhar phir kyuun tabiat muztarib be-kal rahi hai

aana jaana saans ka kya vasl se mashrut hai

tu chale to tham rahi hai tu ruke to chal rahi hai

zard-ru vahshat-zada bhatki hui viran si

zindagi ik shaam hai aur shaam ban men dhal rahi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jahan Sinon Mein Dil Shanon Pe Sar Aabaad Hote Hain

noor-jahan-sarwat

Pyas Jo Bujh Na Saki Uski Nishani Hogi

abbas-tabish

Hansne Nahin deta Kabhi Rone Nahin deta

zehra-nigaah

Ek Ladki

munawwar-rana

Ana Hawas Ki dukanon Mein Aa Ke Baith Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet