• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jagmagati KHwahishon Ka Nur Phaila Raat Bhar

Jagmagati KHwahishon Ka Nur Phaila Raat Bhar

poet

jagmagati ḳhvahishon ka nuur phaila raat bhar

sehn-e-dil men vo gul-e-mahtab bikhra raat bhar

ek bhula vaqi.a jab daf.atan yaad aa gaya

atish-e-zauq-e-talab ne phir jalaya raat bhar

doston ke saath din men baiTh kar hansta raha

apne kamre men vo ja kar ḳhuub roya raat bhar

niind ke sahra men paani ki tarah gum ho gaya

main ne us ko ḳhvab men har samt DhunDa raat bhar

dhuup ke badal baras kar ja chuke the aur main

oḌh kar shabnam ki chadar chhat pe soya raat bhar

niind ki komal fasilen andhiyon men bah ga.iin

main ne apne ḳhvab ki lashon ko Dhoya raat bhar

narm bistar par shikan ki kirchiyan bikhri rahin

main ne ‘aslam’ ik ajab sa ḳhvab dekha raat bhar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Agar Na Manen Na Samho Ki Jaante Hi Nahin

Har moD Ko Charagh-E-Sar-E-Rahguzar Kaho

Gham-E-Duniya Nahin Phir Kaun Sa Gham Hai Hum Ko

poet

Hamare Sath Ajab Hi Muamla Hua Hai

parvin-sheer

Teri Talash Mein Jo Khud Ko Bhul Aae The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet