• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Az-Bas Bhala Lage Hai Tu Mere Yar Mujhko

Az-Bas Bhala Lage Hai Tu Mere Yar Mujhko

mushafi-ghulam-hamdani

az-bas bhala lage hai tu mere yaar mujh ko

be-ikhtiyar tujh par aata hai pyaar mujh ko

sayyad ka bura ho jis ke taghafulon ne

kunj-e-qafas men rakkha fasl-e-bahar mujh ko

jaun kidhar ko yaaro manind-e-said-e-khargah

mizhgan ne kar rakha hai us ki shikar mujh ko

is raftagi pe mujh se karta hai tu taghaful

dante hai tis pe ulta phir baar baar mujh ko

mera qusur kya hai saane ko chahiye tha

miqdar-e-husn deta sabr-o-qarar mujh ko

fitna hai ya pari hai jaadu hai ya bala hai

ankhon se ye kiya hai kis ki do-char mujh ko

ai ‘mushafi’ tasavvur us ka jo samne hai

aata nahin shab-e-gham yak-dam qarar mujh ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chand Tare Jise Har Shab Dekhen

ahmad-ali-barqi-azmi

Takhta-e-Mashq-e-Sitam Mujhko Banane Wala

Marbut Kaamyabi Hai Warastagi Ke Sath

ahmad-nadeem-qasmi

dua

In Ghazalan-E-Tarah-Dar Ko Kaise chhoDun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet